Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics – ASHA BHOSLE

Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics Sung By Asha Bhosle & Mohammed Rafi Is The Latest Hindi Song With Music Given By R. D. Burman. Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics Is Written By Majrooh Sultanpuri. This Song Has Been Officially Published On Saregama India Youtube Channel.

Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics

Lyrics In English

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

Oh
le liya dil
oh haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana


Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

Ho
sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

Le liya dil
haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam

Hm hm hm hm
hm hm hm hm
Hm hm hm hm
hm hm hm hm.

Chura Liya Hai Tumne Jo Song Credits

SongChura Liya Hai Tumne Jo
SingerAsha Bhosle & Mohammed Rafi
MusicR. D. Burman
LyricsMajrooh Sultanpuri
LableSaregama India

SwarnLyrics FAQs

Who Wrote The Lyrics Of The “Chura Liya Hai Tumne Jo” Song?
Majrooh Sultanpuri Written The Lyrics Of “Chura Liya Hai Tumne Jo”.

Who Is The Singer Of “Chura Liya Hai Tumne Jo” Song?
Asha Bhosle & Mohammed Rafi Have Sung The Song “Chura Liya Hai Tumne Jo”.