IS INAYAT PE QURBAN JAON Lyrics – Nusrat Fateh Ali Khan

Is Inayat Pe Qurban Jaon Lyrics (Pyar Manga Tha Gham De Gaye) Sung By Nusrat Fateh Ali Khan Is The Latest Hindi Qauwaali Song With Music Given By Nusrat Fateh Ali Khan. Is Inayat Pe Qurban Jau Lyrics Is Written By Nusrat Fateh Ali Khan. This Song Has Been Officially Published On ORIENTAL STAR AGENCIES Youtube Channel.

Is Inayat Pe Qurban Jaon Lyrics

Lyrics In English

Meri Aankho ko bakhshe hain Ansoo
dil ko daag e aalam de gaye hain
Meri Aankho ko bakhshe hain Ansoo
dil ko daag e aalam de gaye hain
Meri Aankho ko bakhshe hain Ansoo
dil ko daag e aalam de gaye hain
Meri Aankho ko bakhshe hain Ansoo
dil ko daag e aalam de gaye hain

is inayat ke qurbaan jau
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain
is inayat ke qurbaan jau
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain

yeh keh kar diya mere kismat me na le
tumhari amaanat tumhare hawaale
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain

unki furkat mein koi neem sa ham dam na raha
ik shab e gham hai jo tanha mere ghar hoti hai
pyaar manga tha gam de gaye hain

zamaane pe unke karam dekhte hain
zamaane pe unke karam dekhte hain
magar apni kismat ko ham dekhte hain
pyaar manga tha gam de gaye hain

ye hamaara hi dil tha bemange jholiyan bhar ke unko pyar diya
unse shikwa nahi magar dekho dil diya Vo bhi bekaraar diya
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain

wafaon ke badle jafa kar rahe hain
main kya kar raha hoon woh kya kar rahe hain
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain

chain loota dil mera veeran kiya
bas bigaada hai sanwaara mera kuch nahi
Dekho pyaar manga tha gam de gaye hain
pyaar manga tha gam de gaye hain

fenk dete hain nazar dil se bhula dete hain
kya log yun hi muhabbat ka sila dete hain
pyaar manga tha gam de gaye hain
is inayat ke qurbaan jau
pyaar manga tha gam de gaye hain
is inayat ke qurbaan jau
pyaar manga tha gam de gaye hain

dene aaye the humko tasalli wo tasalli toh kya humko dete
wo tasalli toh kya humko dete

tod kar qaaba e dil hamaara hasraton ke sanam de gaye hain
tod kar qaaba e dil hamaara hasraton ke sanam de gaye hain
tod kar qaaba e dil hamaara hasraton ke sanam de gaye hain

dil dhadakta hai fariyad karke ankh darti hai ansu baha ke
aisi ulfat se woh jaate jaate mujhko apni kasam de gaye hain
aisi ulfat se woh jaate jaate mujhko apni kasam de gaye hain
mujhko apni kasam
aisi ulfat se woh jaate jaate mujhko apni kasam de gaye hain

siskiyan dhadkane aaho zaari
siskiyan dhadkane aaho zaari
siskiyan dhadkane aaho zaari
siskiyan
siskiyan dhadkane aaho zaari
bekasi bekali beqaraari
bekasi bekali beqaraari

do ghadi ki mulaakaat mein woh kitna ranj o alam de gaye hain
do ghadi ki mulaakaat mein woh kitna ranj o alam de gaye hain
do ghadi ki mulaakaat mein woh kitna ranj o alam de gaye hain

aakar bhi tadapaate hain
jaakar bhi woh tadapaate hain
do ghadi ki mulaakaat mein woh kitna ranj o alam de gaye hain
do ghadi ki mulaakaat mein woh kitna ranj o alam de gaye hain

marhaba maikasho ka mukaddar ab to pina ibaadat hai
Anwar
aaj rindon ko peene ki daavat waaiz e mohtaram de gaye hain
aaj rindon ko peene ki daavat waaiz e mohtaram de gaye hain
Meri Aankho ko bakhshe hain Ansoo
dil ko daag e aalam de gaye hain

Pyar Manga Tha Gham De Gaye Song Credits

SongPyar Manga Tha Gham De Gaye
SingerNusrat Fateh Ali Khan
MusicNusrat Fateh Ali Khan
LyricsNusrat Fateh Ali Khan
LableORIENTAL STAR AGENCIES

SwarnLyrics FAQs

Who Wrote The Lyrics Of The “Pyar Manga Tha Gham De Gaye” Song?
Nusrat Fateh Ali Khan Written The Lyrics Of “Pyar Manga Tha Gham De Gaye”.

Who Is The Singer Of “Pyar Manga Tha Gham De Gaye” Song?
Nusrat Fateh Ali Khan Have Sung The Song “Pyar Manga Tha Gham De Gaye”.